RAT KI TANHAE

RAT KI TANHAE
RAT KI TANHAE SE DARTE HE HUM.APNI HI PARJAI SE DARTE HE HUM. DUNIYA SATH CALE NA CALE . A DOST TERE SATH KI UMID KARTE HE HAM.
  

Jan, 24 2012     127 chars (1 sms)     1209 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Beshak thoda intzar mila hamko,par duniya ka sabse haseen yaar mila hamko,Na rahi tamanna ab kisi jannat ki,teri DOSTI me vo pyar mila hamko.
Zindagi ek hasin khwab he,Har khwab ko Manzil nahi milti,Tut kar bikhar jate he wo Rishte,Jinhe koi Zanzir nahi milti.
Aapne Apni aankho me nur chupa rakha hai, hosh walo ko Diwana bana rakha hai, naz kaise na karu aapki dosti par, muj jaise naachij ko KHAS bana rakha hai...
Dua karte hai hum sar jhukaye, Ae dost tu apni manzil ko paaye. Agar kabhi teri raho mein andhera aaye, Roshni ke liye khuda hum ko jalaye
Nazar tumhari, Nazar hamari, Nazar ne dil ki nazar utari, Nazar ne dekha nazar ko aise, ki nazar dosti ko lage na hamari.
Ye Din Yu h Guzr Jaenge Sayad Hm Dost yu h Bichad jaenge Naraz N hona Aap Hmari Srarato Se Yhi to wo Pal h jo baad m yaad krke ansu layenge!
Kisi khushnasib ki takdir hain aap,khwabo ki sachi tasvir hai aap.aur kya kahe aap ki shan me,mere hathon me DOSTI ki lakeer hain aap.
Munkin nahi shayad kisi ko samjh pana, smjhe bina kisi se kya dil lagana,aasan hai kisi ko dost banana,bahut mushkil hai kisi ki dosti pana..
Dost kabi dostonse khafa nahi hote mile dil kabhi juda nahi hote bhula dena mere Kamiyo ko kyunki dost kabi khuda nahi Hote
Qarib se tumhe dekha to apna paya Jab tumhe dosti mein azmaya to apna paya Tumhe kya naam dun samjh mein nahi aaya Dosti,pyar,zindgi ya apna saaya
Jab bhi yaad aati hai muskura lete hai kuch palo ke liye har gam bhula dete hai kaise bhig sakti hai palke aap ke aap ke hisse ke aansu to hum baha lete hai..
Kahi Unkahi Batoon ki ada hai Dosti Har Ranjho gam ki dava hai dosti Zameen par kami hai pujne walo ki Varna is zameen par khuda hai Dosti.