Apki dosti ko ahsaan mante hai, ise nibhana apna iman mante hai, lekin ham vo nahi jo dosti me apni jaan de denge, kayoki dosto ko hi to ham apni jaan mante hai
Pehle kabhi ye yadein ye tanhai na thi,Kabhi dil pe madhoshi chaei na thi,Jane kya asar kar gai apki baatein,warna Istarah kabhi yaad kisi ki aatee na thi
Rishton ki duniye hai nirali.. sab Rishoton say pyairee hai dosti tumhari.. Manzoor hai aansu bhi aakho mein hamaree.. Agar AA jaaye muskaan hont pe tumahari......