Khusiyo ka ek

Khusiyo ka ek
Khusiyo ka ek sansaar leke ayenge, Patjhar mein bhi bhar leke ayenge, Jab bhi pukarenge aap pyaar se, Zindgi se saansen udhar leke ayenge…
  

Jan, 24 2012     138 chars (1 sms)     1219 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Doston ki judai ka gam na karna Dur rahe to b mohabbat kam na karna Agar mile zindagi ke kisi mod parTo hame dekhkar ankhein band na KARNA
Agar kal hum nahi bhi rahe, Hamari yaadein sada rahengi. Sirf nazare uthake chaand ko dekhna, Hamari dosti ki tasvir waha bani rahegi
hum dosti ko ehsaan mante hai,ise nibhana apna iman mante hai,lekin hum bho nahi jo dosti me apni jaan denge,kyonki dost ko hum apni jaan mante hai.
Dost ko apni palko pe bithalo,Dekar khushi dost k sare gum churalo,Dosti esi karo ki sab dekte reh jayeKhud ake kahe ki hume b dost banalo
Masti aankhon me hoti hai..sharaab me nahi... Bhakti shraddha me hoti hai...shabdon me nahi.. Tu bhi jaan le mere dost... Dosti dil me hoti hai.. dikhaweme nahi...
Dil K kisi Kone Se ek Aawaz Aati Hai,Har Pal DOSTO ki Yaad Aati Hai,Dil Poochhta Hai Humse,Jinhe Hum Yaad Karte Hai,Kya Unhe Bhi Hamari Yaad Ati hai
Pal Pal se banta Hai Rishta,Rishtey se banta Hai Ehsaas,Ehsaas se banta Hai Vishwas,Vishwas Se banta Hai Koi khas,Jaise Ki Aap!
Chand hasta hai aur chandani muskurati hai, aap mujhe SmS karo ya na karo, muze aapki yaad aa hi jati hai.
Ya dil pyar ke qabil na raha, Koi bhi izhar ke qabil na raha, Is dil main bas gayi dosti aapki ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!
Kanto k badle phool kya doge Ansu k badle khushi kya doge Hume to chahiye apki umra bhar ki dosti.Bolo is sawal ka jawab kya doge?
Sabki Jindagi me Khushiya dene wale, mere yaar ki jindagi me koi gam na ho, usko mere se bhi accha sathi mile, jab duniya me ham na ho...
Gam Wo Jo Aansu La De, Khushi Wo Jo Gam Bhula De, Hume To Chahiye Bas Aap Ki itni C Dosti, Jo Humare YaaD Karne Par Aap Ko Ek "Hichki" Dila De