Masti aankhon me hoti hai..sharaab me nahi... Bhakti shraddha me hoti hai...shabdon me nahi.. Tu bhi jaan le mere dost... Dosti dil me hoti hai.. dikhaweme nahi...
Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota Har musafir jindagi ka sahara nahi hota Milte hai bahot log is tanha jindagi mein Par koi DOST tumsa pyara nahi hota!
Waqt ki raho me aap bhula de chahe hume,par hum aapko bhula na payenge,teri dosti ki kasam ye dost,tu aawaz bhi de sapane me,hum hakikat me chale aayenge