Waqt mile to hamein Yaad kar lena,.Pal pal na sahi, din me ek bar Yaad kar lena,. Dost honge aap k hazar,. Par hamare Liye aap ek hai,. Itna Yaad rakh lena..
Dost hai toh aansu ki bhi shan hoti hai, Dost na ho toh mahfil bhi shamshan hoti hai,Sara khel toh dosti ka hi hai,Warna arthi aur baaraat ek samaan hoti hai.