Tanha se the

Tanha se the
Tanha se the hum duniya ki bhid me,socha koi apna nahi takdir me,Ek din jab aap ne hame Dost mana to laga kuch khas tha mere hath ki lakiro me.
  

Jan, 23 2012     143 chars (1 sms)     1258 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Khushiya ho itni ki aansu jam jaye Lamhe ho itne ki hansi ka waqt tham jaye, Dosti nibhaye koi is tarah Ki saath gujra har pal zindgi ban jaye.
Dosti bina zindagi viran hoti hai akele har rah sunsan hoti hai ek pyare dost ka hona zaruri hai kyonki dosti se har mushkil aasan hoti hai
prem ki ek misal hai ye bandhan do kashtiyo ka kinara hai ye bandhan na mano to kuch b nhi mano to dhage ka atut viswas hai ye bandhan.
Kasoor na unka tha na hamara, Hum dono hi rishto ki rasam nibhate rahe, Who dosti ka ehsaas jatate rahe, Hum mohabbat ko dil me chhupate rahe
Sirf yadoon ka silsila reh gaya, Khuda jane unse humara kya rishta reh gaya, Ek chand chup gaya jane kahan, Ek sitara use doondta reh gaya.
Dillagi Dosto ke naam hoti hai.. Dildari Dosto ki shaan hoti hai.. kahi bhi raho par rahoge Dil me mere.. yahi sachchi Dosti ki pehchaan hoti hai...
Kisi khushnasib ki takdir hain aap,khwabo ki sachi tasvir hai aap.aur kya kahe aap ki shan me,mere hathon me DOSTI ki lakeer hain aap.
Khuda ne ishq ka rista bana diya,Kisi ko Kavi or kisi ko Katil bana diya,Dub na jaye koi ishq ke Dariya mein,Isliyeaap jaise Dost ko Sahil bana diya.
Koshish karo koi aapse na ruthe.zindgi mein apno ka sath kabhi na chute..Rishta koyee bhi ho use aise nibhao..ke us rishte ki dor zindgi bhar na tute.......
Dost subah teri.Sham meri ho, Din tera. raat meri ho,Hansi teri.Udasi meri ho,Jab maut aaye to Dost sirf kabar teri ho or usme laash meri ho
Dosti ghazal hai gungunane ke liye, Dosti nagma hai sunane ke liye; Yeh wo jazba hai jo sabke liye nahi, Kyunki housla chahiye dosti nibhane ke liye!
Sachi dosti bejuban hoti hai,ye to ankho se bayan hoti hai,dosti mein dard mile to kya,dukh dard mein hi to apne parayo ki pehchan hoti hai.