Dosti dosti nahi, khuda hota hai. mehsus tab hota hai job wo judha hota hai, bena dost ke jena ek saja hota hai, aur dost aap jaisa ho to jeena ek maza hota hai
Lamho mein jo kat jae wo kya jindagi aansuo mein jo beh jae wo kya jindagi jindagi ka to falsafa hi kuch aur hai jo har kisi ko samajh aae wo kya jindagi