Nahi ban jata koi apna yunhi dil lagane se.karni padhti hai dua rabse saccha dost banane me.rakhna sambhal kar dosti ye apni.tot na jaye kisi k bahekanese
her wo lamha jo tuj say juda hota hai chalti sanson k lia ik saza hota haikaise samjhon jahan walon ko aadab-e-wafadunia rkhon tu mera ishq qaza hota hai
Jitni dosti payi hai aap se usse zyada pane ko dil chahta hai, jane woh kaun si khubi hai aap me ki apko har janam me apna dost banane ko dil chahta hai.