Hm Gum Ki

Hm Gum Ki
Hm Gum Ki Rat Khyalon M Kat Dete He Mile Jo Din Ujlon M Bant Dete He Hm DARD-E-DILKo Boht Aziz Rkhte He Mile Jo Khushi Zmane M Bant Dete H
  

Jan, 24 2012     138 chars (1 sms)     1082 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Takdir k rang kitne ajib hain. Anjane rishte hain fir b karib hain.Har kisiko dost aapke jaisa nahi milta. Mujhe aap mile ye mera nasib hai
Dil paraya ho sakta he,par preet nahi,Dariya gahera ho sakta he,par pani nahi,Hum to humesha apka saat nibhayenge,q ki Pyar ek tarfa ho sakta he,Dosti nahi.
Dosto ki kamee ko pehechante hai hum, Duniya ke ghamo ko bhi jaante hai hum. Aap jaise dosto ke hi sahare, Aaj bhi has ker jeena jaante hai hum.
Fikr itni hai us khuda ko tumhari,usne bhej di tumhare liye duniya sari,1 aasu b na ane denge ae dost teri ankho me,us khuda se jyada fikr hume hai tumhari
Marne ke bad hamare nasib me jannat ho na ho, Ye hava ye fiza ho na ho, Are dost zinda ho to *sms* bhejo, Kya pata hamari kabra pe coverage ho na ho.
Har lamha hum aapse dur ho rahe hai,na jane is zindagi se kya kho rahe hai,khayal rakhna ki duriya itni na badh jaye,ki hum phir ajnabi na ho jaye.
Dosto ke bina zindagi fizul hai,par dosti k bi apne usul hai,kehte hai milti hai dosti me bhi taqlifen,par aap jaise Dost ke liye to sab KABUL hai.
Dil ki aag ko aansuo se bujha lenge, ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge, hamse behtar koi dost mile to btana, tumari rahon se khud ko hata lenge.
Dard se dosti ho gayi yaaroo.. Zindagi bedard ho gayi yaaroo.. Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara.. Door tak roshni to ho gayi yaarooo.....
Bichdnwale ko yad me kya doge sote hue ko khwb me kya doge hm chahate hai umar bhar ki dosti ka wada kaho Dosto is sawal ka jawab kya doge?
Hamari Aapki dosti bilkul fix hai, Love, emotion, sadness sab kuch mix hai, Hum toh aapko nahi bhulange kabhi, Aap bhul na jaye bus thoda yeh risk hai...
Zindgi me bar bar mukam aye, Tum hamare hum tumare kam aye, Bas itni si dua hai khuda se k agle janam me bhi tumhare Dosto me hamara naam aaye."