Dilon ko khareedne

Dilon ko khareedne
Dilon ko khareedne wale hazaar mil jayenge, tumko daga dene wale bar-bar mil jayenge. Milega na tumko hum jaisa koi, milne ko to dost beshumar mil jayenge.
  

Jan, 24 2012     155 chars (1 sms)     1067 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Zindagi main kabhi kisi sy pyar mat kerna.... Chal sako to us ki manzal tak chalna.... Verna kisi yaar ki zandagi barbaad mat kerna.........
Vishwas ki ek dori hai dosti,Betab dil ki majburi hai dosti,Na mano to kuch nahi aur mano to BHAGWAN ki bhi kamzori hai dosti..
Registan k tufan ruka nahi karte, samndar k pani suka nahi karte, aap hame SMS Kare ya na kare, par ham Dosto k inbox khali chhoda nahi karte
Sapnon ke Aap sahil hue, Najane kaise hum Aapke kabil hue... Karzdar rahenge hum us haseen pal ke, Jab aap hamari is choti si duniya me shamil hue.
pyar ke rishte ka koi naam nahi hota. mana ki iska koi anjaam nahi hota, nibhane ki chahat ho agar dono taraf,to umar bhar yah rishta naakam nahi hota
Mujhe TUJH par vishvas hai,Tu dur hokar b Mare Paas hai,Kuch der pahle maut aayi or chali b gayi Boli tere DOST ki dua jo tere sath hai
ITEFAAQ SE HUM MILE ITEFAAQ SE AAP HUME PASAND AAYE, ITEFAAQ SE HUM DOST BANE, AB HAMARI DOSTI ITEFAAQ NAHI ZINDAGI KI KHUBSURAT HAKIKAT HAI.
Dost ko dost ka ishara yad reheta he har dost ko apna dostana yad reheta he kuch pal sachhe dost ke sath to gujaro wo afsana maut tak yaad reheta he
Chhote se dil mein gum bahot hai zindagi me milte har pal zakhm bahot hai maar hi dalti kab ki ye dunia kambakht kuch dosto ki duao me dam bahot hai
Judai apki rulati rahegi yaad apki aati rahegi pal pal jaan jati rahegi jab tak jism mein hai jaan har saans ye rishta nibhati rahegi
Lafjo ki trah dil ki kitabo me milenge,bn k mehak apko gulabo me milenge.milne k liye hamse e dost jra theek se sona,aj hum tumse khabon me milenge....
Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar, Tere lab pa khilenge muskaan bankar, Kabhi hamein apne se juda na samajhna, Hum tere saath challenge aasmaan bankar.