Sachi hai dosti aajmake dekh lo, karke yakin mujh pe mere paas aake dekh lo. badalta nahi kabhi sona apna rang, chahe jitni baar marji aag me jalaake dekh lo
BHULA DENA USEY!JOJO RULA JAYE.. YAD RAKNA USEY. JO NIBHA PAYA! WADE TO BAHUT LOG KARENGE MAGAR DIL KI BAAT USE ZRUR KEHNA JIS K BIN 1 PAL B JIYA NA JAYA
Gam ke sagar mein kabhi dub na jana,raho pe chalke manzil na pao to tut na jana,zindgi mein agar dost ki kami mehsos ho to,hum zinda hain ye bhul na jana.
Lamho mein jo kat jae wo kya jindagi aansuo mein jo beh jae wo kya jindagi jindagi ka to falsafa hi kuch aur hai jo har kisi ko samajh aae wo kya jindagi