Dur hote huve bhi Dosti ka Rishta nibhate hai aap, Na jane kyun Dil ko lubhate hai aap, Yeh kaisa karishma hai aap ka, Jo hum ko itna yaad aate hai aap.
Wo gam hi kya jisme rum na ho, wo rum hi kya jisme dum na ho, wo dum hai kya jisme hum na ho, wo hum hi kya jisme tum na ho, aaj karlo dosti, kya pata kal ho na ho!
Dil na lagana kisise, varna dard hi dard hi paoge, biti bato ko yad karke, Rote hue hi najar aaoge, karni he to DOSTI karo, hamesha umid se duguna paoge.