Har raat ko chand ka shingar nahi milta, Har baag ko phool ka dular nahi milta, Maine bhi duniya dekhi hai Dost, Har insaan ko tere jaisa yaar nahi milta.
Gam ke sgar me kabhi doob na jaana,Raho pe chal ke manzil na paao to tut na jana,Zindagi me agar kabhi "SMS" aur "DOST" ki kami mehsos ho toh,Hum zinda hai ye bhool naa jana.