Oye mere yar, Dildar, Meri honda city Car, Mere Guitar, Mere dil k Taar, Meri Roti ki achar, Mere motiyo k Har, Mere dil ka karar, Chal ek msg to maar.
Tamam Shehar Nay Nazron Pay Kion Uchaala Mujhay Yeh Itifaaq Tha Tum Is Ko Haadsaa Na Keho Yeh Aur Baat K Dushman Howa Hai Aaj Magar Who Mera Dost Tha Kal Tak Ussay Bura Na Keho
Dost to ruksat ho jaate hain, par kuch yaadon ke daayre ban jaate hain. Bhool jaana to insaan ki fitrat hai, par kuch acche Dost yaadon mein bas jaate hain...