Teri pyari umid kaise tod jaun, thu khwab dekhe aur mein nazar na aaon..! kuch to baat hai dosti me hamari, kya apke kadam nahi kehte ki chalo mil aaun...
Dard jitna saha jaye utna hi sehna, Kisi ke dil ko jo lag jaye vo baat na kehna, Milte hain hamare jaise dost bahut kam, Isline humse 'Kabhi Alvida Na Kehna'