Wo dhundte rahe

Wo dhundte rahe
Wo dhundte rahe hume idhar udhar...Sayad unhe hamari talash thi...Par afsos jis kabar par the unke kadam..Usi me dafan humari laas..!
  

Jan, 25 2012     133 chars (1 sms)     1201 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ab Dekh ke Apni ye Haalat,HUM Ashq Bahaya karte H,Zakhmi H Bahut Ye Mera tuta Dil,Aur wo Najane kyu teer chalaya karte Hai
Hamari Muskuraht Dekh Kar Duniya Ne Socha Ki Hum Gum Se Khali Hai,Par Unko Kya Pata Ki Jis Gum K Baag Me Duniya Rehti Hai,Hum Us Baag K Mali Hai.
Meri barbadi ka jashan mnao yaro Ghar mera samne mere hi jalao yaro Mujko malum h ayegi n wo bewfa,Der kyu karte ho myiyat ko uthao yaro
Tere ghar ke deepak mai jal raha hai mera wajood,bhul ke bhi na samjhna mujhe begana tum.mere paas kanto bhare gulaab ke siva kuch bhi nahi,usse bhul kar bhi seenay se na lagana tum.
Tamanna dil ki hasrat hai,poori ho jaye to hum khush-kismat hai,na poori ho to gam na karna,adhuri rehna to tamanna ki fitrat hai.
hasane ke bad kyon rulati hai duniya, jaane ke bad kyon bhulati hai duniya, baki rehti hai kya kasar zindgi me, ki marne ke bad bhi jalati hai duniya......
Jabbi yad karo pyar se karna, jab b muskrana dil khol k muskrana, jab b rona zara kam hi rona, magar jab kisika dil todna zara sochke todna.
Jo hua uska kabhi gam na kar, Ro Ro k apni ankhen nam na kar, Zindgi ka khel nirala hai par Ek andhere se apne ujale ko kam na kar.
Pyar karne ki humne saza payi h,Ashq h, gum h or tanhai h,Socha tha ho jayega milan hamara,kya pata tha hamari kismat me sirf judai h
zia ki tammana thi par na mili saba ki tammana thi par na mili saari umar dhundtay hi rahay wafa ki tammana thi par na mili
Aap ki badd-dua bhi dua bann k lagi, aapke har gham ne bhi sukoon diya, hum zinda hai toh yeh jaankar k pyarse na sahi par, aapne hume yaad toh kiya…
Chal padi hai kashtiyaan samandar dur hai kinara Inn maajoon se puch lena kya haal hai hamara Ab hawaein karengi roshiniyon ka faisla Jis diye main jaan hogi woh diya reh jayega