chand alfaj he

chand alfaj he
chand alfaj he berukhi k or kuch nahi sayad yahi tha unka pyar or kuch nahi jaan jaoge 1 din kya hoti he bewafai bas 1 jaan jayegi aur kuch nahi!
  

Jan, 25 2012     145 chars (1 sms)     1298 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Pehli Mulaqat me kuch aisa hua ehsaas, ki hum byaan bhi na kar paaye, aakhri mulaqat me kuch to kehna hi tha unse, yehi sochte hue unhe tanha chod aaye
Ye duniyavale bhi bade Ajib he,kabhi hamse dur to kabhi karib he,dard na batae To hame kayar kehte he,aur agar dard bata de to shayar kehte he
MERI KHAMOSHI THI JO SEH GAYI,USKI YADEIN HI AB IS DIL ME REH GAYI,THI SHAYAD USKI BHI KOI MAJBURI,JO MERI ZINDAGI KI KAHANI ADHURI REH GAYI.
Safar Mein Dhoop Hogi Chal Sako To Chalo Sabhi Hain Safar Mein Tum Bhi Chal Sako To Chalo Yahan Koyi Kisi Ko Rasta Nahin Deta Mujhe Gira Ke Tum Sambhal Sako To Chalo
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar .Udhar Uska Aaashiyana Tha .. Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed . Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha
Kasauti zindagi ki kahun ya anchahi baat Uspe ab mera koi haq nahi hai Azaad kiya tujhe aey zindagi aaj Ghaav dil ka ab bharne wala nahi hai
Gam-e-zindagi ke maare hai.....! Har bazi jeet ke haare hai.....!Ye jo meri zoli me patthar hai.!Sab mere chahne walo ne mare hai.....!
ye khuda unhe hamesha jitana hum to kayee baar haare ek haar aur sahi magar unki jeetane ki aadat banaye rakhna
Teri Yaad Jati Nahi Dil Se, Apne Jakhmo Ko Sahlate Hain, Teri Yaad Mitane Ko Khud Par,Hum Kya-Kya Julm Dhaaate Hain, Yaad Mitane Ko Teri, Hum Tere Hi Naam Ko, Phle Lahu Se Likhte Hain Or Fir Ashko Se Mitate Hain.
Tod kar dosti, ae mere dost, tu muskurane ki koshish na kar, yaad chahe na kar mujko gham nahi, par bhool jane ki koshish na kar....
Yaad mein teri aahen bharte hai, Har saans ke saath tujhe yaad karte hai. Maut sachai hai ek roz aani hai, Lekin teri judai mein har pal marte hai.
Khaaye Hain Lakho Dhokhe,Ek Dhokha Aur Seh Lenge,Tum Le jao Apni Doli Ko,Hum Apne Janaaze Ko Baarat Keh Lenge.