Tqdir Jaisa Chaha

Tqdir Jaisa Chaha
Tqdir Jaisa Chaha Dhal Gae HmU to Sambhal K Chale The Fir b Fisal Gaye Hm Apna Yakin He K Dunia Badal Gai Par Sbka Khyal He K Badal Gaye hain Hm..
  

Jan, 25 2012     146 chars (1 sms)     1292 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

PHIR CHUPKE SE YAAD A GAYA KOI, MERI AANKHON KO PHIR RULA GAYA KOI, KAISE USKA SUKRIA ADAA KARUN, MUJH NACEEZ KO SHYAR BANA GAYA KOI.
Kuchh paya tha kuchh khoya tha, Bas ye sochkar dil bahot roya tha_Par aaj hum ye soch kar khamosh hai, Ke jo khoya hai kya sach me kabhi paya tha?
Kitabon mai rakh k sula gaya ham ko Ankh band ki aur bhula gaya ham ko Koi ajeeb musavar tha jo barishon k mosam main Kachi deewaron pe bana gaya ham ko.
zindagi kabhi aanso, to kabhi muskaan hai meri dhadkano mai uska hi namo nishaan hai ret par likhe the jo do naam humne uska mit jaana hi hamari mohobat ka inaam hai
katra katra bhate the aansu,aur hum unhe sukha bhi na paye. isse badi wafa ki saza kya hogi,vo roye hum se lipatkar kisi aur ke liye,hum unhe hata bhi na paye...
Meri NaKam Mohabat p Muskura Gaya Koi,mere Nasur Ko Tazi Hawa Laga Gaya Koi,Hm Izhar Na Karen, wo Iqrar Na Karen, is Haqiqat ko Afsana Bana Gaya Koi
Badal Gye He Aaj Khud Mausam Ki Tarha..Kal Tak Jo Kehte The Mausam Badalne Wala He
Hum na rahege fasane na rahenge,phir yaad aane k zamana na rahenge,tum yaad toh zarur karoge hum ko,magar pas bulane k bahane na rahenge.
diya hai tune jo jakhm, wo waqt ke saath mit jaayega, na mitega to bas jakhm ka nishan khush hai hum k woh nishan bhi tumhaari yaad laayega....
Mohabbat ki daastan sunane aye he,Tabah karne k baad wo pyar karne aaye he, Aansu to ponch liye the hamne kab ke,Magar wo hame fir se rulane aaye he.
Gile kagaz ki tarah he zindagi apni,Koi jalata bhi nahi aur bahata bhi nahi,Is kadar akele ho gaye he aaj kal,Koi satata bhi nahi or manata bhi nahi.!
Aj apne dil ke darwaze hamare liye kholdo, jo kuch he man me bas yehi pe boldo, agar pyaar nahi humse nazar milana chhod do, agar mera dil-dil nahi to mere samne tod do...!