Mohbbat kya h1

Mohbbat kya h1
Mohbbat kya h1 dhoka h, jisme hr 1 insaan rota h. Kya mila kisiko mohbbat krke Jisne nahi ki wo b kisiki daastan sun k rota h
  

Jan, 25 2012     125 chars (1 sms)     1215 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mar Jaonga Bakhsis Ki Dhuai Nahi Doonga Sacahi Ka mujrim Hoon Safai Nahi Doonga Mer k Bhi Meri Rooh Tere pass Rahe Ge Mein Samne Aa Ke Bhi dikhai Nahi Doonga
Jisko chaha tha zindagi ki tarah,Chal diye wo ik ajnabi ki tarah,Neend aati hai N maut Aati hai,Dono naraz hain shayad unki ki tarah.
Aansu ki bundo ko noor kr diya,tanha jeene ke lye majbur kar diya,ye kaisa khel khela takdir ne mere sath,jo dil ke karib tha mere usko hi mujhse door kar diya
Baaki kuch na raha zamaane mein Jawani guzar rahi mehkhaane mein Ab to karle mere pyaar pe yakeen Warna zindagi beet jaayegi aazmane mein..!
Kagaz pe hamne jindagi likh di, Ashko se sinch kar har khushi likh di, Dard ko jab hamne ubhara labzo pe, To logo ne kaha wah kya gazal likh di...
APNE HOTO PE SAJANA CHAHTA HU, AA MAIN TUJHE GUNGUNANA CHAHTA HU, AAKHRI HICHKI TERE DAAMAN ME AAYE, MAUT BHI MAIN AASHIKANA CHAHTA HU.
Socha Karte Hai Hum Yuhi Kabhi Ke Tum Na Hote To Kya Hota... Dil Me Hota Kitna Dard Aur Safar Kitna Tanha Hota. .......
Na rahi aaj wo apni kahani, na wo hasin din na wo rate suhani, phir bhi hame aziz he apki har nishani chahe dil ka wo dard ho ya ankh ke pani
Unhe Chahne Ki Khata To Ki Humne Par Unhe Bhulne Ka Gunah Na Kar Sake,Unki Judai Me Tadapte Hain Rat Din Par Unki Yado Ko Juda Na Kr Sake..
Dil Toota Hamara Ismein Khuda Ki Marzi Hogi, Ismein Kuch Unki Khutgarzi Bhi Hogi, Dil Diya Tha Unhe Hamne Apna Samajh Kar, Tod Diya Unhone Ise Ek Sapna Samajh Kar
Ulfat Mein Kabhi Yeh Haal Hota Hai Hasti Hai Ankhen Magar Dil Rota Hai Jise Mante Hai Hum Manzil Apni Humsafar Us ka Koi Aur Hota Hai…
Dosto hum bewafa na the, par hume kisine bana diya. Ab to nafrat ho gayi hai MOHABBAT k naam se.