1 AJEEB SA

1 AJEEB SA
1 AJEEB SA MANZAR NAZAR AATA HAIAHAR 1 KATRA SAMUNDAR NAZAR AATA HAIAKAHA BANAU ME GHAR SHEESHE KAAHAR 1 K HAATH ME PATHAR NAZAR AATA HAI
  

Jan, 25 2012     137 chars (1 sms)     1069 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mili Thodi Si Khushi To Mila Ke Pee Gaye, Nahi Thay Hum Bhi Kal Tak Peene Ke Aadi, Sharaab Ko Tanha Dekha To usper Taras Khaa Ke Pee Gaye. Gham Mila To Ghabraa Ke Pee Gaye,
Ek Hook Si Dil Mein Oothti Hai Ek Dard Sa Dil Mein Hota Hai Hum Raat Ko Baith Kar Rote Hain Jab Sara Aalam Sota Hai.
Kitabon mai rakh k sula gaya ham ko Ankh band ki aur bhula gaya ham ko Koi ajeeb musavar tha jo barishon k mosam main Kachi deewaron pe bana gaya ham ko.
Na khuda dil banata na kisise pyar hota, Na kisiki yaad ati na kisika intazar hota. Dil diya hai ise sambhal ke rakhna, Shishe se bana hai pathar se dur rakhna
Chahat me kisika imtihaan na lena,jo nibha hi na sako wo vaada na dena,jise tum bin jeene ki aadat hi na ho use kabhi jeene ki dua na dena.
Har roz hum nashe mein hote hain,Aur shaam guzar jaati hai..Ek din shaam nashe mein hogi aur hum guzar jayange…
Gham ke Sagar mein Tinke Khushiyon ke doondh raha hun, Mein Jeena chatha hoon phir bhi Yaaron Doob raha hun. .......
JINKI YAAD HAI DIL ME NISHNI KI TARAH, SOCHA NAHI THA KI WO BHUL JAAYENGE HUME KAHANI KI TARAH.
Agar main mar jau to mere jism ko jala dena,magar usmaise mere dil nikal lena.muje parva nahi dil jalne ki,muje parva hai usme rehne wale ek ” DOST” ki
Ranzish hi shahi. Dil dukhane k liye aa. Aa fir se muje chod k jane k liye aa
Har Taraf Mukaddar Ki Kami Nikli, Kabar Bhi Khodi To Jameen Pathar Ki Nikli, Le Kar Meri Lash wo Jalane Gaye,To Kambakht Mere Naseeb Ki Lakdi Bhi Gili Nikli.
Aksar maut hame rulati hai, Aur zindagi hame hasati hai. Par jo zindagi hame rulati hai, Who hame maut se bhi badhtar nazar aati hai.