Teri Sanso Ki Khushbu Meri Sansoon Me Bas Gayee Hai, Teri Ankho Ki Chamak Meri Aankhome Ram Gayee Hai, Tum Is Tarah Se Mile Aor Bichhad Gaye Mujhe Ki, Ye Tanhayee Meri Teri Yadoon Se Saj Gayee Hai.
Kuch Pathar Me Phul Khil Jate Hai,Kuch Anjane B Apne Ban Jate Hai,Is Katil Dunia Me Kuch Lash Ko Kafan B Nasib Nahi HotaTo Kuch Lash Par Tajmahal Ban Jate Hai
Is Aas Main Chala Jaaoun Ga Main Ye Jahan Chor Kar Ke Shayad Mera Marna Hi Kuch Kaam Aaye Ga Shayad Chali Aaye Tu Us Pal Mere Paas Daur Kar Jis Pal Tere Paas Meri Maut Ka Paigaam Aaye Ga
La pila de saqiya paimana paimane ke baad Hosh ki baate karunga hosh me aane ke baad Waqt do hi zindagi me guzre hai kathin Ek tere aane se pahle ek tere jane ke baad.
Khushion Ki Aarzoo Mein Mukaddar Hi So Gye Andhi Chali Aesi Ke Chahne Wale He Kho Gye Apne Bhi Mile The Kuch Iss Andaz Se Humdard Bn Ke Aye Aur Kante Chubo Gye