VO NADIYA NAHI

VO NADIYA NAHI
VO NADIYA NAHI THI AANSU THE MERE..AJIS PAR VO KASHTI CHALATE RAHE.AMANZIL MILE UNHE YE CHAHAT THI MERIAIS LIYE HUM BHI BINA RUKE AANSU BAHATE RAHE.
  

Jan, 27 2012     148 chars (1 sms)     2461 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Tu Hi Bata E Zindagi, Iss Zindagi Ka Kya Hoga, Ki Har Pal Marne Walon Ko, Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi
Jab jab aapse milane ki ummid nazar ayi, Mere paav mai janjir nazar ayi, Gir pade aasun aakhon se , or har ek aasun mai aapki tasvir nazar ayi..
Aaj koi ghazal tere nam na ho jaye Aaj likhte likhte sham na ho jaye Ker rahe he intzar tere izhar-e-mohabat kaIs intzar me zindagi tamam na ho jaye.
Mohabbat Ki Dastaan Sunane Aye Hai Tabah Krne K Bad Wo Pyar Jatane Aye Hai Ansu Poch Liye The Humne Kb Ke Mgar Wo Fir Se Hume Rulane Aye Hai
MAnA k nAsib Me mErE kOi SAnAm nhiphir B koi shikwA kOi gUm nhi tanhA thE Aur tAnha jiyE jA rhE hE bAdnAsib TO Wo hE jinkE nASib mE hum nhi
Lamha-2 Sanse Khatm Ho Rhi H. Jindagi Maut Ke Pahluo Me So Rahi H. Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah Wo Bus Jamane Ko Dikhane K Liye Ro Rahi HAI
Socha tha chain se soyenge kabar me,Par yaha b teri yaade satati hai,Palken to zamane se band hai,Par aankhe aaj b tere sapne sajati h!
Tute dil ne b uske liye dua mangi.Meri sason ne har pal uski khushi mangi.Jane kya dillagi thi us bewafa se k maine akhri khawish me b uski wafa mangi
Wo Kitna Meharban Tha Ke Hazaron Ghum De Gaya, Hum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sakay Pyar Ke Siwa...
Aaj Se Pehale Usaka Khayal Na Tha, Dil Itana Mazboor Na Tha, Itana Kisika Aitabar Na Tha, Muzako Kisi Se Pyar Na Tha
Toote huye taare ko dekhkar usne kaha ki maang le tu bhi muraad koi,par dil se awaz aayi k jo khud toot raha hai kya puri karega wo fariyaad koi.-
Koi Rishta Toot Jaaye Dukh Hota Hai,Apne Ho Jaaye Paraye Dukh Hota Hai Maana Hum Nahi Pyaar Ke Qabil Tere Magar Is Tarah Koi Thukraye Dukh Hota Hai