ishq ki baazi

ishq ki baazi
ishq ki baazi hum kya khele, khelne se darte hai . jab bhi dil dena chaha kisi ko to, dekha wo kisi aur pe marte hai.
  

Jan, 27 2012     117 chars (1 sms)     2591 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

har ashq ka matlab gam nahin hota, durion se pyar kam nahin hota, waqt bewaqt ho jatin hai aankhain nam, kyounki yaadon ka koi mausam nahin hota,
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi
Jeena kabhi kabi bewajah sa lagta hai, ye waqt b kbi bewaqt sa lagta hai, adat si hai hame tere gume intazar ki, teri yaad aye aur dard na ho ajib sa lagta hai.
Aise likhne ka bhi kya fayda jo jhuta lage, Aise rang ka bhi kya fayda jo fika lage, Shayri woh hai jo dil se nikle, aur jise sunke, Her dil mein thoda sa to dard jage....
FAASLE ITNE BHI HONGE, SOCHA NA THA, SAMNE BAITHA HUA, PHIR BHI WO MERA NA THA
Saath rehte rehte yuhi waqt guzar jayga. Door hone k bad kon kise yad aega.jelo ye pal jab hum sath hai kal ka kya pata waqt kahan le jayega
Saat samandar ka fasla to beshak bahut bada hai Magar do dilon ka fasla to itna chota hai, Ke humein bhi takleef hoti hai, Jab tumhein dard hota haI.
Kanch ka tohfa na dena kabhi, Ruth ke log tod diya karte hai! Jo bahot acche ho, unse pyar na karna, aksar aache log hi dil tod diya karte hai!
Mat dafnao meri lash ko Abhi umid hai unke aane ki Hata do mere chehre seye kafan Unhe aadat hai mujhe dekh kar muskurane ki.
Surat Uski Khayalo Se Kyu Nhi Jti Nind He Ankho M Magar Kyu Nhi Ati Wo 7 Thi To Mout Ka Khouf Tha Mujko Ab Me Tnha Hu To Mout Kyu Nhi Ati?
Ahsas k daman me ansu girakar dekho,Pyar kitna sacha hai ajma kar dekho,Apko bhul kar kya hogi dil ki halat,Kisi 'aine' pe patthar gira kar dekho
Roye ho bahut tab zara karar mila hai, Is jahan mein kisey sacha pyar mila hai, Guzaar rahi hai zindagi imtehan ke daur se ek khattam hoa toh doosra taiyaar mila hai .....