SEH LETE HAI

SEH LETE HAI
SEH LETE HAI ZAALIM TERI HAR BAAT YEHI SOCHKAR, KI RUTHE HO TUM TO MANAYA NAHI JAAYEGA, E MAUT JARA TEHAR, MAIN JANAZA TAIYAAR KAR LU, UNSE TO EK KAFAN BHI LAYA NAHI JAAYEGA.
  

Jan, 27 2012     174 chars (2 sms)     1245 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mera Is Se Door Jane Ka Irada Na ThaIs Ke Sath Mera Sada Sath Rehne Ka Bhi Wada Na Tha Wo Muje Ab Yaad Na Karegi Kbhi Janta Tha Main Per Wo Muje Itni Jaldi Bhool Jayegi Is Bat Ka Andaza Na Tha
Uss Se Juda To Hogaya Per Youn Laga Mujhe Jese Jahan Mein Koi Apna Nahi Raha WO Bewafa Nahi Magar Itna Zaror Hai Pehle Wo Jis Tarah ka Tha Wesa Nahi Raha
Tumhe bhulanein ki koshishen Tamaam nakaam ho rahi hain Kisi ne zikr’ wafa ka kiya To Zubaan pe tera hi naam aaya
Aap DiL Se Yu Pukara Na Karo, Humko Yu Pyar Se Ishara Na Karo, Hum Dur Hai Aapse Ye Majburi Hai Hmari, Aap Tanhaiyon Me Yu Rulaya Na Kro
Ek hi duniya mein rehte hain,phir bhi mil nahi pate hain,aapse to aapke khwab acche hain jo,aankh band karte he chale aate hain..
Naseeb Naseeb ki baat hoti hai, Khushiyo ki bhi kabhi shaam hoti hai. Mushkile u hi khatam nahi ho jaati hai, Iske piche bhi kisi ki fariyad hoti hai
Jakham Aisa Diya Ke Koi Dwa Kaam Na Aayi Aag Aisilagai Ke Paani Se Bi Bhuj Naa Paayi Aaj Bhi Rote Hai Hum Unki Yaad Mein Jinhe Hamari Yaad Aaj Tak Naa Aayi
Khuda ki rehmat sare sansar par barse,mere hisse ki rehmat mere yar par barse,ya khuda mujhe kar dena pani agar mera yar kabhi pyas se tarse
Zindagi se pucho ye kya chahti he.Bas 1 usiki wafa chahti he.Kitni masum aur nadan he zindagi.Khud bewafa he aur wafa chahti he..
Ek ajeeb sa manzar nazar ata haiHar ek katra samundar nazar ata haiKaha banau me ghar sheeshe kaHar ek ke haath me pathar nazar ata he
Aaj Se Pehale Usaka Khayal Na Tha, Dil Itana Mazboor Na Tha, Itana Kisika Aitabar Na Tha, Muzako Kisi Se Pyar Na Tha
Manzil na pa sake to kya hosla to hai Saath nahi karwaan to kya rasta to hai Uthenge kadam phir se manzil ke taraf Koi nahi saath to kya, khud pe bharosa to hai