Kaash surat apki

Kaash surat apki
Kaash surat apki itni pyari na hoti kaash aapse mulaqat hamari na hoti sapno me hi hum dekh lete aapko to aaj milne ki itni bekarari na hoti
  

Jan, 27 2012     140 chars (1 sms)     1270 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ek ada aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki, Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki.
Ki thi suruvat ek chote se mazak se,Mazak dard ban jayega malum na tha,Samjte the jise Hum apna YAAR wo 1din PYAR ban jayega malum na tha.
Wo kare shikwa tum karo shikayat ye to pyar nahi, ager kar sako to karo itna ki kabhi pyar me koi gila na rahe, har zakhm ko sah lo hans kar tum, magar dilme koi gam na rahe
Likhte hai unhe jo yaad aate hai. Unhe kya likhe jo sada dil mein rehte hai
KASAMSE TUJE KABHI BHULA NA PAYENGE HUMMAR JAYENGE LEKIN TUJE RULA NA PAYENGE HUMRAKHA HE DILKI US JAGAH PE TUJE KAB KISI or KO VAHA BITHA NA PAYENGE HUM.
Jo chupchap kisi se PYAAR karte hai,Wo kab mohabbat ka izhaar karte hai,Zuban se to kuch keh nahi pate,Magar aksar usike liye fariyaad karte hai.
Khamosiya Teri Mujhse Baate Karti Hai Meri har aah Dard Samajhti Hai Pata Hai Majbur Hai Tu Bhi Fir Bhi Ankhe Tere Didar ko Tarasti Hai
Aankho se dur tumhe kar nahi paye,bahot koshish ki par bhula nahi paye,sath bitaye sare pal roz yad aaye,kash wo sare din wapas laut aaye
Gum N Ho Waha Jaha Ho Fasana Tera,Khusiyan Dhundhti Rahe Asiyana Tera,Wo Waqt Hi N Aaye Jab Tu Udas Ho,Ye Duniya Bhula N Sake Muskurana Tera
lamhe judai k bekarar karte hain haalat mere mujhe laachar karte hain aankhe meri pad lo kabhi ham khud kaise kahe ki aapse pyar karte he
Kashish honi chahiye kisi ko yad karne ki, Lamhe to apne aap mil jate hain. Waqt hona chahiye kisi k saath gujarane k liye, Bahane to apne aap mil jate hain !
Rona bhi chaho toh woh rone nahi deti,Woh Shakhs toh palke bhi bhigone nahi deti.Aati hai khyaalon mein kaun ye aksar?Jo mujhe kisi aur ka hone nahi deti.