Aap ke khayalo

Aap ke khayalo
Aap ke khayalo se fursat nahi milti,hame ek pal ki rahat nahi milti,mil to jati hai saans kuch,bas apki ek jhalak nahi milti.
  

Feb, 01 2012     125 chars (1 sms)     1156 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Patthar nahi sunta friyad kisi ki,mehnet nahi jati barbaad kisi ki,pyar karne wale irade nahi badlte,Door reh kar bhi aati hai yaad kisi ki.
Zarurat hi nahi alfaaz ki.pyaar to cheez hai bas ehsaas ki.paas hote to manzar hi kya hota.dur se hi khabar hai hume aapki har saans ki.
Talash karo koi tumhe mil jayega, Magar hamari tarah tumhe kaun chahega. Zarur koi chahat ki nazar se tumhe dekhega, Magar aakhein hamari kaha se layega.
Chalo apne sapno ki baat kare,Chhedo koi baat jo din raat chale,Koi shikwa koi gam na reh jaye,Aao din ki shuruat apki Pyari Muskan se kare.
Kaash ye zalim judai na hoti... Rabba tune dil cheez banayi na hoti... Na hum unse milte aur na pyar hota... zindagi jo apni thi aaj parayi na hoti.....
Vishwas bhari woh muskan tumhari, dil ko choo leti har baat tumhari. aankhon se ojhal ho jao marzi tumhari, par kaise bhoole har yaad tumhari.
Pyar aur baarish dono ek jaise hote hain,who hameshha yaadgaar hote hain.Farq sirf itna hai Baarish saath rehkar tann bhigaati hai aur pyar dur rehkar aankhein.
Har phool ki ajab kahani hai, chup rehna bhi pyar ki nishani hai, kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai, lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.
Gamo me hasne walo ko rulaya nahi jata, lahro se pani ko htaya nahi jata, Banne wale ban jate hai apne, kisiko keh kar apna banaya nahi jata..
Tere Ikhlaas Se MOHABBAT Ki H Tere Ehsaas Se MOHABBAT Ki H Tu Mere Paas Nahi Hai Phir Bhi Main Ne Teri Yaad Se MOHABBAT Ki H
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
Dua karte he hum sar ko jukaye, Ae dost to apni manzil ko paaye, Agar kabhi andhere aaye teri raho me Roshni ke liye hum khud ko jalayege