Chand ke liye

Chand ke liye
Chand ke liye sitare anek han, lekin sitaron ke liye chand ek hai. Aapke liye to hazaron honge, lekin hamare liye aap hi ek hain.t nahi hoti. Ya tim timate sit
  

Feb, 01 2012     159 chars (1 sms)     1354 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Chahne se koi cheez apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, kehna to chahte hai bohot kuch apse, magar kabhi alfaaz to kabhi zubaan saath nahi hoti..
Saamne na ho to tarasti hain aankhein,Yaad me teri barasti hain aankhein,Mere liye nahi inke liye hi aa jaao,Aap ka bepanaah intezaar karti hain ye aankhein.
Mera Tujhse Kaisa Rishta Hai, Main Aksar Soachta Rehta Hoon, Aakhir Tum Meri Kaya Lagti Ho, Main Aksar Soachta Rehta Hoon …
Youn hi tunhai main hum dil ko saza dete hain, naam likhte hain tera likh ker mita detey hain, yai soch ker rehne dia armaano ko dil main, mehman kabi gar se nikale nahi jate.
Hme ab nind ki talab nhi rahi Ab rato ko jagna acha lgta h Muje nhi malum ki wo meri qismat he k nhi magar use khuda se mangna achcha lgta h
Log milte hai bhichad jate hai, Sirf dil ke tar ched jate hai, Yu to lete hai ham hajaro naam, Par kuch aap jaise log DIL me utar jate hai
Kisi k DIL me teri DHADKAN aj bhi he, kisi k NAJAR me tera DIDAR aj bhi he, agar JINDAGI se ho shikayat to YAAD karna, kisi ki JINDAGI me teri KAMI aj bhi he
Yah meri talaash ka jurm hai, ya meri wafa ka kasoor hai, jo dil k jitney karib hai, Woh nazar se utne hi door hai..
Apni Kismat Ke Aage Bebas Hai Insaan Bebas Hai Khuwab Haqeeqat Ke Aage Koi Ruki Hui Dhadkan Se Puche Kitna Tadapta Hai Dil Mohabbat Ke Aage
Aapko apna jahan batate hain hum, rab se pehle apke aage sar jhukate hai hum, yeh rishta tod mat dena, isi ki wajah se muskurate hain hum.
Khuda ki Rehmat sare SANSAR pr barse Mere hise ki rehmat mere YAR pr barse A khuda muje kardena PANI agar mera yar kabhi PYAAS se tarse.
Mere Aaneki Aahat pe shayad shama jalayi hogi Kabhi Judai ke Gamse Aankhe bhar aayi hogi Fikar na kar meri jaan Us rabne milneki koi na koi sham to banayi hogi