Ankhen to pyar

Ankhen to pyar
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai.pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....
  

Feb, 01 2012     161 chars (2 sms)     1143 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Na muskurane ko ji chahta hai,Na aansu bahane ko ji chahta hai,Tumhari yaad mein aur kya kahe,Bas tumhare paas aane ko ji chahata hai...!
Ab koi zamane mein na sahara nazar aaya Bas tuhi ek hamara nazar aaya Ham tere ishq me is qadar bahte rahe Na tufaan nazar aaya na kinara nazar aaya.
Yaado mai hamari who bhi kohye honge. Khule aakho se kabhi who bi soye honge. Mana hasna hai ada gam chupane ki, par HASTE-HASTE kabhi who bhi roe honge?
Palkon pe sapne saja lein, Tum kaho to muskura lein, Ye zindagi-zindagi si lage, Agar hum tumhe paa lein.
Mohabbat har insaan ko azmati hai kisi se rooth jati hai or kisipe muskurati hai mohabat khel hi aisa hai,kisika kuch n jata or kisiki jaan chali jati hai
Kya batau ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha ruth jana tera.Mot kehte he kise jab mujse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera
Intajar ke pal bitana mushkil hai,Bite hue pal vapas lana mushkil hai,Jo 1 bar bas jaye dil me dhadkan banke,vo yar dil se bhulana mushkil hai.
Dil ke arman ko dil me sula nadena.Apni khubsurat ankhon ko rulana dena.. Kal kisne dekha hai.. Akhir hum na rahe tho hume bhula nadena.
Jab kisi k sapne kisi k armaan ban jaye,Jab kisi ki hasi kisi ki muskan ban jaye,Bepanah pyar kehte hain use,Jab kisi ki saanse kisi ki jaan ban jaye.
Teri dosti ki tarif juban pe aane lagi,tumse dosti ki or zindgi muskrne lagi,ye meri dosti thi ya teri achhai,k meri har sas se tere dua aane lagi
Kati kahin pe raat to kati sahar kahin Rahe wafa mein chain na paya magar kahin Wo sun rahe hai yu mera afsana e hayatDil hai kahin khyal kahin aur nazar kahin Dil mein panap rahi hai bas yehi arzooYarab mile humko koi humsafar kahin
kABHI Gamo se TumHari mulaqAT nA ho...Udaas bethe ho aise koi baat na ho...shiqayat ho to maaf kerdena...fursat main bethe ho humien yaad ker lena..