Ishq ke lamhe

Ishq ke lamhe
Ishq ke lamhe sharaab lagte hain, Kuch chehre mehtaab lagte hain Dukh itne sahe mohabbat main guzre hue, Ke har lamhe hi azaab lagte hain.
  

Jan, 27 2012     138 chars (1 sms)     1124 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ek pal laga mujhe unse nighahe milane me Kuch pal lage nazar unse hatane me Har pal aati hai unki yaad mujhe Kafi hai ye dard mujhe pal pal mitane me
pyar or baris dono 1se hote he,wo hamesa yadgar hote hefark sirf itna he,baris 7rahekar tan bhigati he or pyar dur rhkar ankhe..
mera dil dhrakta hai SiRf TuMhArE LiYemera dil trapta haisIrF tUmHaRe lIyenajane me Q darta hoon ap se apne pyar ka izhaar KaRnE k LiYe
Har nazr ko ek nazr ki talash Hai,Har dil mein chupa ek ehsas hai,Ap se pyar yuhi nahi ki humne,Kya kare hamari pasnd hi kuch khas hai.
Sachai jane bina koi fesla na lena,Kisi k pyar ka kabhi Imtihan n lena,pyar nhi Ye waqt bewafa he,kahi Kisi ko matlabi samj k bhula na dena
"Agar Ho Waqt To Ek Mulakat Dijiye, Dil Kuch Kehna Chahe To Kuch Baat Kijiye,Yu To Mushkil Hai Hum Se Dur Rehna,Par 1Lamha Miljaye To Hame yad kijiye.
Chand Chup Gaya Mujhe Raat Saunp Ke Ankhon Ko Intezar K Lamhe Saunp Ke1 Shakhs Tha Jo Mujh Se Bichad Gaya Aakhon Ko Mausam-e-Barsaat Saunp Ke.
TERI DUNIYA ME KHUSHIYON KI BAARISH KUCH AISE BARSE KI GUM TERI DUNIYA ME AANE KO TARSE.
Tumne apni kasam de kar Mujhse Shraab Chudda daali, Jab mehfil me gaya to yaarron ne, teri kasam dekara puri botal pila daali.
Ye pyari nigahein yaad rahengi, milkar na milne ki ada yaad rahegi, mumkin nahi ki main tumhe bhula dun, aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi.
USKA SHUKRIYA KUCH IS TARAH ADA KARUAWO KARE BEWAFAI MEIN SADA WAFA KARUAMERI MOHABAT NE BAS ITNA SIKHAYA MUJHEAKHUD MIT JAU PAR USKE LIYE DUA KARU.
Likh sakte kisi ki takdir agar hum, teri takdir me har khushi likh dete, jo mod tumhe kamyabi dilaye,har lakir ko us taraf mod dete