A palak tu band

A palak tu band
A palak tu band ho ja, Khawabo me unki surat to nazar aayengi, Intezar to subah dubara shuru hoga, Kam se kam Raat to khushi se kat jayengi.
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     1524 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aankhon mein aansuo ko ubharne na diya,Mitti ke motiyo ko bikharne na diya,Jis raah pe pade thay tere kadmo ke nishaa,Uss raah se kisiko guzarne na diya!
Dilki Dhadkan Se Judaai Kyu Hai,Gam Ki Kaali Ghata Chhayi Q Hai,Gum Ki Ye Aag Jab Bujhani Nahi Thi,To Fir Aapne Ye Aag Lagayi Q Hai.
Ab Khwabo Main Rishte Banata Hun,Tere Daman Ko Or Kareeb Pata Hun,Raahein Ulfat Muskil Hai Magar, Teri Yadon Se Apni Saanse Chalata Hun!
Hamari us sitare se dosti ho gayi,Jisko soch-soch k sawera ho gaya,Socha ki chura lu use aasman se,Par dar hai ki kahi us jagah pe andhera na ho jaye
Har pyaar me izhaar nahi hota,Ye dil yuhi bekaraar nahi hota,Wo khush rahe.. Hum ji lenge,Par unke bin dhadkan ka ehsaas nahi hota.
Nazreen Mili Thi Jinse, Wo Ab Nazar Churaate Hain... Khata Hui Kya Is Dil Se, Wo Ye Bhi Na Bataate Hain!!
ZARA SI ROSHNI MUJH KO ACHI LAGI,MUJHE AAP K EK LAMHE KI HANSI ACHI LAGI,AAP SE BAAT KI JO EK ROZ,US HI DIN SE MUJHE APNI ZINDAGI ACHI LAGI
Pyar Wo Nhi Jis Main Jeet Aur Har HoPyar Koi Cheez Nhi Jo Har Waqt Tayar HoPyar Woh Ha Jis Ma Kisi Ki Ana KaAitbar Na Ho Phir Bhi Intezar Ho.
Chaman Ko Sajaye Bahut Din Ho Gaye,Tume Pas Bulaye Bahut Din Ho Gaye,Kisi Din Achanak Chale Aao Tum Hume Muskraye Hue Bahut Din Ho Gaye.
Apne dil ki bat unse keh nahi sakte,Bin kahe bhi ji nahi sakte'Ae Khuda aisi takdir bana,Wo humse khud akar kahe'HUM' Apk bina Reh nahi sakte.
Her baat ka matlab inkaar nahi hota her jaghah pe beithna intizaar nahi hota yun to milti hain hazaroon se nazrein Her nazar ka matlab Pyaar nahi hota
Meri aanko me aansu ki tarah basnewale. Bhigi palko se mai tera didar karta hu. Tujhe pana to 1 khwab he. Ye jaan k b tujhse pyar karta hu.