Tanhaiyo ke saher me 1 ghar bana liya Ruswaiyo ko apna mukadder bana liya dekha he yaha patthar ko pujte hain log bas isliye apne dil ko patthar bana liya.!
Jab Raat Hoti Hai,Aasman Me Chand Tare Aate He.!Tab Sapno Ke Duniya Me Kho Jane se Pehle.!Dur Kahi Se TUMHARA Wohi Mithi Si Awaj Mere Kano Me Aati Hai..