Woh Kehete Hain

Woh Kehete Hain
Woh Kehete Hain Majbur Hain Hum,Na Chahte Hue Bhi Dur Hain Hum,Chura Li Unhone Hamari Dhadkane,Phir Bhi Kehete Hain Bekasur Hain Hum..
  

Jan, 28 2012     134 chars (1 sms)     1238 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jinki yaad tumhe khushi ke lamho main aaye,samjho ki tum unhe apna Mante ho.Aur jo gum me yaad aye, jaan lo ki woh tumhe apna Mante hai…
Mangi thi dua maine Rubse,Dena jo alag ho sabse,Mila diya humko tumse,aur kaha Sambhalo ise,Ye ANMOL he sabse..
Khuda se maine ek dua mangi, dua me apni maut mangi, Phir khuda ne kaha maut to tujhe me de du par usko kya kahu jisne teri lambi umar mangi
Tu mera he tera nam koi or n le.In bhigti ankho ka jam koi or n le.Islye tera hath nhi chorte hm.tu girjaye to kahi tham koi or na le.
who hai zalim kahte hain ki hua kya hai, jal raha dil aur kehte hain ki dhuaan kahan hai mar gaya aashik aur kisi ne tawajjo na ki, unki nazaro ke teer chalte hain to gilah kya hai
Bhule na kabhi aisi koi yaad de do, Bhule se hi sahi kabhi hume awaz de do, Yaha mout ka kesae gum hai, Pal bhar ka tum agar sAath de do.
Baat Asi ho ki jazbat kam na ho,Khayalat Ase ho ki kabhi gum na ho,Dil k kone me itni si jagah rakhna,Ki khali-khali sa lage jab hum na ho.
Pehle khushbuon K mizaaj se Aashna to ho jao Phir kisi gulistan mein kisi phool se MUHABAT karna….!
Aasma ko nind aaye to sulau kahan, Sagar mein mauj uthe to chipaaon kahan, Dharti jo tadap uthe to samjhau kya Mujhe teri yaad aaye to main jau kaha
Juban ko bolne na de aur kayi kaam hai uske,Bhulkar sare jahan ko najar-najar milayein hum,Ek pal wo bhi aaye ki,khud ka khud pata na ho,Jannat ka aashiyan bana pahlu mein bikhar jayein hum.
ek pyari si surat, ek masum sa chehra, 2 jheel si ankhe, kuchh mithi mithi baate, ek nazuk ada, kuchh masti kuchh maza, thodi si shrarat, bahut sari mohabbat, ek bholi si muskan, ooncha udne ka armaan, sabse alag sabse juda, jiski hai pyari har ek ada...
Ab kya kahe ki unse mohabat na rahi,Ya ye ki unko humari jarurat na rahi,Unko bhi wada karke bhulane ka shauk hai,Aur humko bhi ab intejar ki aadat na rahi.