Mohabbat khud banati

Mohabbat khud banati
Mohabbat khud banati hai Mohabbat khud bhi banti hai Mohabbat khud bhi andhi hai Mohabbat andha karti hai
  

Jan, 28 2012     105 chars (1 sms)     1105 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Honth keh nahi sakte jo fasana dil ka, Shayad nazar se woh baat ho jaye. Is umeed mein karte hain intezaar raat ka, ke shayad sapne mein mulaqat ho jaye
Voh pyar jo haqeequat mein pyar hota hai,zindgi mein sirf ek baar hota he.Nigaahon k milte-milte dil mil jaaye,ye ittefaaq sirf ek baar hota
Tujhse juda hone ka khayal dasta heki tu ban k dhadkan dil me basta he.Tere lafzo ki aahat sukun deti heTu ban k khwab palko pe sajta he.
DIL USKE INTEZAR ME DHADAKTA HAI, ANKHO ME PYAR HI PYAR JHALAKTA HAI, SHAYAD WO SAMAJH LE DIL KI BAT, YEHI SOCH KAR INTEZAR KARTE REHTA HAI
Kabhi Kabhi Mohabbat Mein Judaai Bhi Aati Hai, Par Judaai Pyaar Ko Aur Bhi Gehra Bana Deti Hai, Do Pal Ki Judaai Mein Aansoo Na Bahaa Aye Dost, Judaai Ki Tadap Pyaar Ko Aur Pyaara Bana Deti Hai....
Jb B tere Bin Rat Hoti H Tnhai Se Bat Hoti h Koi Pucta H Jb Sawal Mujse Tere Nam Se hi to suruvat Hoti Hai
Is raaz-e-mohabbat ko aam nahi kerna..Chahat k jaazbon ko badnaam nahi kerna..Tum jaan ho mere bas itna samjh lo.. mary in lafzoon ko nelaam nahi kerna.......
Nigaho me manzil thi,Gire aur gir kar sambhalte rahe Hawao ne bahut koshish ki,Magar chirag aandhiyo me bhi jalte rahe.
na kar inkaar a zalim mere pass ane se .. khuda bhi roth jata hay kisi ka dil dukhane se
Har Ghadi Tumara Hi Intzar Krta Hu Kabi Juda Na HoYehi Fariyad Krta Hu Main Mar K-B Tera Sath Na Choduga Aey Jan Tumse Bahut Pyar Krta Hu
Aksar Ati Nahi Woh Sham, Jiska Hota Hai Intezar; Aksar Fizain Loot Leti Hai, Khilti Kaliyon ka Khumar; Aksar Kho Jate Hain Log, Jinse Ho Jata Hai Pyar.
Ap Hmare Mehman BanGaye2 Baten Ki To Jaha BanGayePas Rehkar B Log Hmare Ban Na SakeDur Rehkar B Ap Hmari JAN Ban Gye