AAKHE Bhi Meri

AAKHE Bhi Meri
AAKHE Bhi Meri PALKO Se Sawal Karti He,Har Waqt AAP Hi Ko YAAD Karti He,Jab Tak Na Dekhe AAP Ka Chehra,Tab Tak Wo AAP Ke AANE Ka INTEZAR Karti Hai
  

Jan, 28 2012     146 chars (1 sms)     1229 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Pyar Me Tere Kuch Is Kadar Kho Gye Zamane Se Bekhabar Tere Dil Me So Gye Mat Uthana Ab Apne DilKi Goad Se Hum Sada k Liy Ab Tere Ho Gye..
Har waqt aap ki yaad aati hai,jo pal pal satati hai,Hum yaad jatate nahi,kyoki is duniya me yaad jatane se riston ko nazar lag jati hai
BAS NAZARON SE DEKH LIYA HOTA, AGAR TAMANA THI AAZMANE KI, HUM BEHOSH YUN HI HO JAATE, KYA ZAROORAT THI MUSKURANE KI..."
Koi khat koi khabar nahi apko sayad dosti ki kadar nai hum to apko yad karte he hr saans k sath pr apko sayad hamari sanson ki fikr nahi.
Roz hota hai tar'ruf mera teri yadon se Chalakta hai noor tera meri ankhonse Tadap raha hun main aur ab Intezar nahi hota ab meri Sason se
Dil ki aavaj bhi sun mere fasaane pe na jaa meri najaroN ki taraf dekh jamaane pe na jaa..
Yeh Bhi Aadab Hamare Hain, Tumhain Kya Malum Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum
Mere Wajud Me Kash Tu utar Jaye Mai Dekhu Aaina or Tu Nazar AyeTu Ho Samne Aur Waqt Thehar JayeYe Zindgi Tujhe Yuhi Dekhte Hue Guzar Jaye
Es Dil ka kaha mano ek ehsan kardo ek benaam si muhabat mere naam krdo mere uper sirf itna ehsaan krdo Ek subah ko milo or sham krdo
mana zindagi ek kawab hai,par har kawab ko manzil nahi milti,tut kar wo rishteen bhikar jate hain,jin rishtoon ko aapni manzil nahi milti
Sitaro ki bhid se churaya hai Tuze, Dil se apna dost Banaya hai Tuze, is riste ko tutne na dena kyunki, is dil k kisi khas kone me chupaya hai Tuze...!!!
Is jamane se bahut alag ho aap,Woh khushkismat hai jiske paas ho aap,Hamare liye woh waqt hi haseen hai,Jab hame yaad karke dil se muskura lete ho aap.