mein chaon sapno mein bas sath tumhara inn haton mein mere bas hath tumhara ho pyar itna hai tum saay kaay dil manta nahee kaay koi mere baad tumhara ho
Har Shakhs Ke Pehlu mein ek dil hota hai, Har Dil mein ek dard-e-awaaz hoti hai, Mumkin nahi ki har koi bana de Tajmahal, Par har dil mein ek Mumtaj Hoti hai....