Kyu dil mai

Kyu dil mai
Kyu dil mai koi arman nahi duniya itni viran nahi har taraf ujale hai phir bhi tere sath koi saya hi nahi koi bhi tera ho sakta hai kabhi tune apnayahi nahi
  

Jan, 31 2012     156 chars (1 sms)     1217 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bikhre Hai Ashk Koi Saaz Nahi Deta Khamosh Hai Sab Yaha Koi Awaz Nahi Deta Kal Ke Waade Sab Karte Hai Magar Q Sath Mera Koi Aaj Nahi Deta
Ye Kurb Ka Tufan Guzerta Q Nahi?Dil Toot Gaya Hai To Bikherta Q Nahi?Ek Hi Shaks Ko Chahta Hai Q ItnaKoi Dusra is DIL me utarta Kyu nahi
Kaise chupaye dard ye dil,Ye ankhe chupane nahi deti,Bhul jau me to nam uskaPar dhadkane he ki bhulane nahi deti.
Is zindagi se pyar kis namurad ko hai, Mar-mar k ek farz ada kr rahi hu, Ho to kisi tarha kaid se rihayi bas yahi dua subah saam kr rahi hu.
Aap Ne Nazar Se Nazar Jab Mila Di Humari Zindgi Jhoom Kar Muskura Di Zuba Se To Hum Kuch Bhi Na Kah Sake Par Nigaho Ne DiL Ki Kahani Suna Di
Dil k kehne pe dil ki duniya chhod aaye,Sabhi rishte nato se muh mod aaye.Humse na mangna hisab wafai ka-e-yaro,Unki chahat me n jane kitno k dil tod aye.
mohabbat ka iqraar to usse kar diya magar jeene ki raah na mili, usse itni mohabbat ki ke kisi aur se mohabbat karne ki firsat na mili.
Khusbu bankar apke pas bikhar jaenge.Sukun bankar dil me utar jaenge.Jara mehsus to kijiye dur hote hue bhi hum apke pas najar ayenge..
Jab bhi tanhayi se ghabra k simat jate hai hum teri yaadon k daman se lipat jate hai zuban se keh nahi sakte hum tumhe kitna pyar karte hai nikal padte hai aansu jab tumhe yaad karte hai!.
Dil Ke Kone Se Ek Aawaz Aati Hai, Hame Har Pal Aap ki Yaad Aati Hai. Dil Puchta He Bar Bar Humse, Jinhe Hum Yad Karte Hai itna Kya Unhe Bhi kabhi Hamari yad Aati hai?
Shama ko shama ki baharo ne luta Sahil ko kashti k kinaro ne luta vo to ek hi kasam se dar gaye Hame to unki kasam dekar hazaro ne luta
Khoobsurat hai vo itna saha nahi jata kaise hum khud ko rok le raha nahi jata.chand me daag hai ye jante hai hum lekin raat bhar dekhe bina usko raha nahi jata