Ajib lagti hai sham kabhi kabhi Zindagi lagti hai bejan kabhi kabhiSamajh me aye to hame bhi bata dena kikyu karti hai tumhari yaade paresan kabhi kabhi
mita denge yeh duri, yeh fasle sabhi! kahogi ek baar ki milo aa ke kabhi! na honge door phir tum se is zindagi main! khula rakho tum dar apna, hum atay hain abhi!