Hum unhe apna banana ki baat karte hai.woh hai ke zamane ki baaat karte hai. Hum kyu na ho unki sadgi pe fida ,hume yu behlane ki baat karte hai.log chand taro ki baat karte hai to kare,hum to unhe har pal chahne ki baat karte hai.
Wo so jate hai aksar hume yad kiye bager. hume nind bhi nhi aati unse baat kiye bager. kasur unka nhi kasur to hamara hai unhe chaha bhi to unki ejazat ke bage