Dilse teri yaad na jaye to main kya karu..tasvir me tu hi tu aaye to main kya karu..lene ko to le aau tumhe khwabo me,par nind hi na aye to main kya karu.
Mujhse Apna Pyar Kabhi Wapas Mat Laina Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina