Khuda agar akhiri khawais meri puche to teri hasi manglu agar meri akhri dua puche to tere liye khusi manglu dubara janam de to pehle main tera pyar maanglu..
Wo kare shikwa tum karo shikayat ye to pyar nahi, ager kar sako to karo itna ki kabhi pyar me koi gila na rahe, har zakhm ko sah lo hans kar tum, magar dilme koi gam na rahe