Dur Suraj Kahi Jal Raha Hoga Kisi Ka Dil Kisi K Liye Machal Raha Hoga Uff ye Hawao Me Itni Khushboo Kaisi Zarur Mera Koi Apna Muje Yaad Kar Raha Hoga...
Hasin chehre par kabhi aitbar na karna,tod dete hai wo dil kabhi pyar na karna.hai guzarish sab se meri marr jaoge,wona ayenge kabhi isliy intezar na karna
Un k hoonton say ada hoonay laga hun main... Thry a zeenat dast bapa honay laga hun main... Choom kar maatha mera laga lay gaalay muj ko.. Ay zindagi tuj say juda hoonay laga hun main.......