Kon tha apna

Kon tha apna
Kon tha apna kis pe inayat karte.Hamari to hasrat rahi tum bhi mohabat karte.Us ne samjha hi nahi mujhe kisi kabil.Warna us se pyar nahi us ki ibadat karte
  

Jan, 28 2012     155 chars (1 sms)     1471 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tanhai me Fariyad to kar sakte hai. Virane ko to abaad kar sakte hai. Kya hua aap se mil nahi sakte, DIL se yaad to kar sakte hai!
Kar Sitam Kitne Bhi Mujh ParIs DiL Me Dhadkan Tere Naam Ki Hi Hogi,Khwaish To Adhuri Hai Bahot Si Magar,Akhri Khwaish Tere Didar Ki Hogi!
HUMARE MUSKURANE KI WAJAH AAP HO HUMARI ZINDAGI KA MATLAB AAP HO HUME MILEGI JAB B KHUSHI HUM SOCHENGA KHUDA SE DUA KARNE WALE AAP HO
Aaj kissi dua ki kami hai,Tabhi to humari ankho mein nami hai,Koi to hai jo bhul gaya hume,Par humare dil mein unki jagah to wahi hai
Muhabbat ke paath saare humne bhi padhe hai, Aajmaayein kaise ye koi to bataaye Manaane ko hum dil-o-jaan lutaa denge sataane ka haq koi to jataaye..
1 pal ka ehsas ban k Ate ho, dusre hi pal khwab ban k ud jate ho,jante ho ki hme tnhaiyo se dar lgta h,fir b hame tanha chod k chale jate ho
Jo chij mang k mile wo mannat hai . Chhah kar mile woh chahat .paas ho wah amamat hai .dilse mile vo rehmat hai.par aap jaisa koi mile vo KISMAT hai..
Dekh kar tujhko yakeen hota hai,Koi itna bhi haseen hota hai,Dekh paate hain kahan ham tumko,Dil kahin, hosh kahin hota hai.
Chiraagon Ki Roshni Jab Zara Hili Laga Tumhari Ek Aahat Si Mili Jaake Dekha Jb Dar Pe 2 Phir Wahi Kafir Hawa Mili.
Sachai jane bina koi fesla na lena,Kisi k pyar ka kabhi Imtihan n lena,pyar nhi Ye waqt bewafa he,kahi Kisi ko matlabi samj k bhula na dena
Raston pe na bheth k howa tang keregi Bichere howe logon ki sada tang keregi Mat toot k chaho use aagaz-e-safer main Bicherega jab woh tu ik ik ada tang keregi
Mangu bus tuze wo ibadatat dede, tere khazane se thodi si MOHABBAT dede, ya sath de muze umarbhar ka, ya tere dar pe marne ki ejajat dede.