APNI har SAANS

APNI har SAANS
APNI har SAANS me ABAD kiya h TUMKO,mere SANAM bahut YAAD kiya h TUMKO.Meri ZNDGI me TUM nhi to kch b nhi,HMNE is KADAR pyar KIYA h tumko
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     1783 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Socha Na Tha Dilko Kuch Ho Jayega Sambhala Jise Ab Tak Wo Kho Jayega Is Tarah Se Zindagi Me Aaoge Tum Madhosh Ho Ke Dil Tuzme Hi Kho Jayega.
Yu to yaade purani nahi hoti, Har kisi ko pana sab ki kismat nahi hoti. Hum dil rakh aaye the unke kadmo me, Ye jaante hue b k unki nazar zamin pe nahi hoti.
Kya batau ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha ruth jana tera.Mot kehte he kise jab mujse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera
khuda se karne ek faryad baki hai, Humne unse kahni kuch baat baaki hai, maut aayegi to kahenge, RUK meri jaan se abhi mulakat baaki hai.
TANHA khud ko kabhi hone mat dena,aankho ko kabhi rone mat dena,bahut khas hain aap hamare liye,is khyal ko apne se juda hone mat dena.
Har subah ki dhund kuch yaad dilati hai, har phool ki khusbu ek jaadoo jagati hai, chao ya na chao ,par kitna bhi, aaap ki yaad aa hi jaati hai.
Zindagi har waqt azmaish si hoti hai,apse milne ki khwaish si hoti hai.Mana k apko yad nahi karte,kyunki yad wo ate hai jinko bhulne ki gunjaish si hoti hai.
Ye unki khubiyon ka asar hai,Jo wo itne acche lagte hai,Jab wo kehte hai vaada hai mera,To unke jhuthe vaade bhi sachhe lagte hai..............
Na dil se hota hai,na dimag se hota hai, ye Pyaar to itefaaq se hota hai;Aur kya kahen Pyaar karke bhi Pyaar na mile,Ye itefaq sirf hamare hi saath hota hai
'Betab Tamannao Ki Kasak Rahne Do Manzil Ko Pane Ki Jhalak Rahne Do Aap Bhale Hi Raho Dur Nazro S Par Bandh Palko M Apni Jalak Rehne do
Khudaa jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai, Kadam chun chun kar rakhti ho..... Phir bhi kamar balkha hi jaati hai.....
Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Gaye,Mile To Mulakat Ban Gaye,Bichhde To Yaad Ban Gaye,Aur Jo Dil Se Na Gaye,Wo AAP Ban Gaye.