Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,. Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,. Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,. Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,............
Chupke chupke fariyad kiya karte hai,rat din unko yad kiya karte hai,ye hum nahi kehte gharwale batate hai,ki hum nind mai bhi apka nam liya karte hai.