Chupke chupke fariyad kiya karte hai,rat din unko yad kiya karte hai,ye hum nahi kehte gharwale batate hai,ki hum nind mai bhi apka nam liya karte hai.
Yeh Bhi Aadab Hamare hain ...!! Tumhain Kya maloom ..!! Hum tumhain Jeet Ke harey hain ...!! Tumhain Kya maloom ..!! Ek tum Ho Ke Samajhte Nahi hum Ko Apna ...!! Ek hum hain Ke Tumhare hain ...!! Tumhain Kya maloom