Unke cahre par iss kadar noor hai, Unki yaad main rona bhi manzoor hai, Bewafa bhi kahe nahi sakte hum unhe, Pyar to humne kiya tha woh to bekasoor hai.
Dil ki kitab ka panna chura le gaya koi...., Dhadkan dil ki chura legaya koi..., Hum to raja the dil k..., Ek nazrana de k gulam hame bana gaya koi...!
Guzry hoy pal wapes nahi aaty.. Khushi ho jahan Wahan aansuo nahi aaty.. Apny Pyar ka aaser hai mari Jaan.. Jo app humain aor hum app ko BHOOL nahi paty........