Kuch khubsurat Pal

Kuch khubsurat Pal
Kuch khubsurat Pal Yaad aate Hai,Palkon par aasu Chhod jate Hain,Kal koi our mile to Hume na bhulna kyonki kuch Rishtey Zindgi bhar yad Aate Hai.
  

Jan, 30 2012     145 chars (1 sms)     2580 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hum Tadapte hai unki Yaad me,DiL rota hai unki Fariyad me,Eh Khuda dikha de ek baar Surat unki..Kahin Dum na nikal jaye unke INTEZAR me.
Pal pal ki Dosti ka vada hai, apnapan kuch itna jyada hai, na sochna ke bhul jayenge hum aapko, jindagi bhar satane ka irada hai.
Har Phul Ki Ajab Kahani Hai, Chup Rehna Bhi Pyar Ki Nishani Hai, Kahi Koi Zakham Nahi Phir Bhi Kyu Ye Daar Ka Ehsas Hai, Lagta Hai Mere Dil Ka Tukda Kisike Paaaaas Hai.
kabhi tum bhi humse baat kar liya karo milne ki fariyad kar liya karo ek hum hai jo har baar shuruwat karte hai kabhi tum bhi hume humse pehle yaad kar liya karo
Chahat hai lekin haqiqat nhi hai Aajkal kisiko kisise sachi mohabbat nahi haiJo tumhe bhula de Tum use bhula do Is se behtar koi nasihat nhi hai.
Kaun rakhta hai yaad namo ko Log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho Log aankho me dub jate hai
Mumkin Ho Aapse To Bhula Dijiye Mujhe,Pathar Pe Hun Lakeer Mita Dijiye Mujhe,Har Roz Mujhse Taza Shikayet Hai Aapko,Main Kya Hun Ik Bar Bata Dijiye Mujhe.
Bhola sa chehra yaad rahega, pyar bhara dil yaad rahega. Yeh galat hai ki hum aapko bhul jayenge, aap to kya apke sath guzra hua hr pal yaad rahega.
Tuje Dil Se Chahta Hoon Teri Palako Ki Chhav Mein Mera Basera Hain Suraj Ki Roshni To Kam Hain Tere Aane Se Hi Meri Zindagi Mein Savera Hain.....
Falak ko zid hai bijliya girane ki. hume b zid hai wahi aashiyan banane ki,aapko hai zid gar hume bhulane ki, to hume b zid hai aapko apni yaad dilane ki.
Apna v drd muje mere razdaar de kuch apni zindagi pe muje ikhtiyar de asa na ho ki kl tu mera sath chhod de jitna niba ske muje utna hi pyar de
Ae dil na dhadak itni zor se..Kahin awaaz unhe sun na jaye..Vo dhadkno ki zuban samajhane lage hai..Kahin dil ke raaz khul na jaye