Jab Koi Zamane

Jab Koi Zamane
Jab Koi Zamane Me Sahara Nazar Aya Bus Tu Hi Muje Ek Hamra Nazar AayaMain Teri Dosti Me Baita Raha AiseNa Tufan Nazar Aaya Na Kinara Nazar Aaya..!!
  

Jan, 28 2012     147 chars (1 sms)     900 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Unke cahre par iss kadar noor hai, Unki yaad main rona bhi manzoor hai, Bewafa bhi kahe nahi sakte hum unhe, Pyar to humne kiya tha woh to bekasoor hai.
Jhuki aankhen kuch kahti hai.Ruki sansen kuch kahti hai.Tum bhale hi mujhe diwana samjho.Lekin meri her sanse tumhe apna kahti hai.
Dekho phir raat aa gayi, Tanhaiyon mein waqt bitane ki baat aa gayi, Hum to yun hi baithe the Sitaron ki panah mein, Chaand ko dekha to aap ki yaad aa gayi.
Dekh kar tujhko yakeen hota hai,Koi itna bhi haseen hota hai,Dekh paate hain kahan ham tumko,Dil kahin, hosh kahin hota hai.
Fir wahi fasaana afsaana sunati ho, dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho, beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko, to Fir kyon nahi pyaar jataati ho
"sajti rahe khushiyo ki mehfil, har mehfil khushi se suhani bani rahe. Aap zindagi me itane khush rahe, ki khushi bhi aapki diwani bani rahe.
Phul ki tarah haste raho to hum khush hai, Dil kholkar jeete raho to hum khush hai, yeh nahi kehte ki roj milo, bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai.
Har pal ne kaha ek pal se... Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao... pal bhar ka saath kuch aisa ho... ki har pal tum hi yaad aao
Baat aisi ho ke jazbaat kam na ho.Khayalat aise ho ke kabhi Gam na ho.Dil ke kone me itni si jagaha rakhna ke khali khali sa lage jab hum na ho.
Bhoolein Na Kabhi Aisi Koi Yaad De Do Bhoole Se Hi Sahi Kabhi Hume Awaz De DoYahan Maut Ka Kise Gham Hai PaL Bhar Ka Tum Agar Sath De Do
Apne honthon ko badhao ki chuhlun shabnam Apni bahon mei chupao ki, bhuloon sab gum, Chohdo kaya rakha hai een wadon-kasamon mei, Mastiyan baant le, jee le khulkar, na ho koi waham
HUMARE MUSKURANE KI WAJAH AAP HO HUMARI ZINDAGI KA MATLAB AAP HO HUME MILEGI JAB B KHUSHI HUM SOCHENGA KHUDA SE DUA KARNE WALE AAP HO