Bina dekhe itna

Bina dekhe itna
Bina dekhe itna chahte hai apko bina mile sab samajte hai apkoye aankhe jab bhi band rahe hamari band aakhon se dekh lete hai apko.
  

Jan, 28 2012     131 chars (1 sms)     23729 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Unse Kehna Maze Me Hai Hum, Bas Yaadein Satati Hai, Uski Doori Ka Gham Nahi Mujhe, Bas Zara Aankhein Bheeg Jati Hai.
CHUTE Haath Bhi To Apne Nahi Rutha Karte,WAQT Ki Dali Se Lamhe Nahi Tuta Karte;MILTE Hain Kuch Log Aise Zindagi Me, Jinse Kabhi Rishte Nahi Tuta Karte.
Dard Ruka Na Tha Ek Ghadi K Liye Maut Se Hum Ladte Rahe Zindagi K Liye Asmaan Se To Rehmat Barasti Rahi Hum Taraste Rahe Ek Khushi Ke Liye.
Intejaar ka meetha darad diya hai tumne, Mujh par bada ehsan kiya hai tumne, Kambakth aaj kal hichkiyan bhi nahi aati, Jo soochoon ke abhi mujhe yaad Kiya hai tumne
Zindgi to Anjaan ho Gayi h,Mayusi Bhari Veeran ho Gayi h, Achanak Dekha Har Taraf Khushiya h, Fir Pata chala Aapse Pehchan jo ho Gayi h.
Koi khwaish unki adhuri na rahe,chahe jise woh usse duri na rahe,khushiyon ke phool itne khile unke jiwan me,ke hamari yaad bhi unke liye zaruri na rahe.
CHAHANE SE KOI BAAT NAHI HOTI, SURAAJ KE SAATH KABHI RAAT NAHI HOTI, CHAHATE HAI HUM JINHE KHUD SE JAYADA, SAAMNE HAI PAR MULAKAAT NAHI HOTI.
Mene teri chah me kya kuch nhi saha Tumne b to kabi hume apna nhi kaha Begana kr dia h is jaha meTum nhi 7 or koi mera apna b na raha
"Mai tod leta agar wo ''GULAB'' hoti! Mai jawab banta agar wo ''SAWAL'' hoti! Sab jante hai mai nasha nahi karta, phir bhi pee leta agar wo ''SHARAB'' hoti."
Koi Achi Si Saza Do MujheChalo Aisa Karo Bhula Do Mujhe Tum Se Bichron To Mot Ajaey Dil Ki Gheraion Se Dua Do Mujhe
Duniya jise nind kahati hai, jane wo kya chiz hoti hai, aankhe to ham bhi band karte hai, par wo AAP se milne ki tarkib hoti hai...
USKA SHUKRIYA KUCH IS TARAH ADA KARUAWO KARE BEWAFAI MEIN SADA WAFA KARUAMERI MOHABAT NE BAS ITNA SIKHAYA MUJHEAKHUD MIT JAU PAR USKE LIYE DUA KARU.