Bahon main lelo muj ko k tanha hon main... Dharkan main basalo muj ko k Tanha hon main... Tum nahi to jahan main kuch b nahi... Muj main samaa jao k tanha hoon main........
Kasi ke khatir mohabat ke inteha kar do.. Lakin atna b nahi k us ko KHUDA kar do.. May chahoo kasi ko toot kar atna k.. Apni he wafaoo say us ko bewafaa kar do........